ye
main kaise maan loon tu mujhse pyaar nahi karta hain
“ye
main kaise maan loon tu mujhse pyaar nahi karta hain”
jab jab
saans leta hoon tera naam meri har saans main aata hain,
jab jab
dil dhadkata hain har dhadkan main naam tera aata hain,
jab jab
hasta hu tujhe soch kar hasta hoon,
jab jab rota hu teri judai ke ehsaas se dar
kar rota hoon,
Mahfilo
main aksar tanha rahta hoon, duniya ki bhari bheed main akele khud se bate
karta hu,
kabhi
kabhi sochata hoon bhula doon sab kuch aur door ho jau tujhse to na jane kyu is
doori ke ehsaas se darta hu,
ye
pagalpan hain, deewangi hian, ya pyaar hain, rab jane
tu
meri hogi ya nahi hogi rab jane,
basssss
main to itna janu ab tera bin dunia main
rah nahi paunga tere sath k bina ek pal bhi or ji nhi paunga,
to
fir…………..
ye
main kaise maan loon tu mujhse pyaar nahi karta
“ye
main kaise maan loon tu mujhse pyaar nahi karta”
No comments:
Post a Comment