Ek
tera noor meri aakhon main rahta hian
har
pal na jane kya soorur meri aakhon main rahta hian,
Sote
sote jagta hu or jagte jagte sota hu
na jane ye kaisa nasha meri saason main rahta
hain,
lavo se kuch kah nahi pata aakhon se sab kah
jata hu
ab to na jane ye kaisa khumar meri baaton main
rahta hain,
har
pal tujhe sochta hoon har pal tujhe chahta hu
tere bina ji nahi sakta ye soch kar main darr
jata hoon
kaisa
pagalpan ye ab mere sawalo main rahta
hain,
tum
bin jindagi aise lagti hian jaise jindgi se tanha lad raha hoon,
````tum
bin jindagi aise lagti hian jaise jindgi se tanha lad raha hoon,
tum
bin saas aise chalti hain jaise khud par koi ehsaan kar raha hu,
tum
bin jindgi ka har sapna adhoora lagta hain,
mere
dil k jharokhe ka har kona suna lagta hain,
tumhe
apna khuda maan baitha hoon ab to ye
jahan bhi suna suna lagta hain,
meri
manjil hain tu mera sahil hian tu mera sapna hian tu mera apna hian tu ,
mere dil se uthi har dhadkan ki awaj hian tu
tere bin jeena ab mujhe accha nahi lagta hain,
ek
tera noor mere aakhon main rahta hain
har
pal na jane kya sooror meri aakhon main rahta hain,
No comments:
Post a Comment