Aaj
aayegi, to intzaar karunga, Kal aayegi, to intzaar karuna,
Meri
zindgi ki aakhiri saans par aayegi to bhi tera intzaar karunga,
Par
tere siba main kisi aur se na Pyaar karunga…..
Meri
saanso ko mahkane wali tu hai, In dhadkano main samane wali tu hian,
Meri
ruh ko jaan se churane wali tu hain, arrey ab isase jyada kya kahu, ki…
Mujhe
pyaar ka matla sikhane wali bhi tu hian,
Har
pal tere is ehsaas ko apne sath mehsoos karunga,
Par
tere siba main kisi aur se na Pyaar karunga…..
Pyaar
ka Daman thama jisne wo jamane ka bura ban gaya,
Pyaar
ka pana chaha jisane wo jamane ka bura ban gaya,
Deewana
kahe jamana mujhe, mujhe jamane ka dar nahi,
Parwana
Kahe jamana mujhe, mujhe jamane ka dar nahi,
Gar
paththar marega jamana mujhe to…..
Tere
pahloo main sir rakh kar kahi so jaya karunga,
Is
jamane se door kahi bahut door ho jaya karunga,
Par
tere siba main kisi aur se na Pyaar karunga…..
Na ye
meri jidd hain na junoon hain ye mera
Tujhe
pana meri majboori hain kuch aisa asar hian mujh par tera
Ab is
majboori ko manjil bana kar apna har khwab pura karunga
Par
tere siba main kisi aur se na pyaar karunga…..
1 comment:
need your comments guys....
Post a Comment